वार्ता:कलचुरी

पृष्ठ की सामग्री दूसरी भाषाओं में उपलब्ध नहीं है।
मुक्त ज्ञानकोश विकिपीडिया से

यह पृष्ठ कलचुरी लेख के सुधार पर चर्चा करने के लिए वार्ता पन्ना है। यदि आप अपने संदेश पर जल्दी सबका ध्यान चाहते हैं, तो यहाँ संदेश लिखने के बाद चौपाल पर भी सूचना छोड़ दें।

लेखन संबंधी नीतियाँ

लेख से लातिनी लिपि हटाकर वार्ता पन्ने पर[संपादित करें]

कलचुरियों का इतिहास[संपादित करें]

bharat varsh ke prachin itihas me kalchuri mp ke shasak kalchuri nareson ka sthan kai drishtiyon me vishishth hai,samvat 550 se 1740 tak lagbhag 1200 varshon ki avadhi me kalchuri nareson ne bharat ke uttar tatha dakshhin sthit kisi na kisi pradesh me apna rajya chalaya hai. bharatvarsh ke itihas me aisa koi bhi rajya nahi hai jisne itane lambe avadhi tak apna rajkaj chalaya ho EMPEROR OF KALCURI IN CHHATISGARH(ratanpur and RAIPUR)from 600ad to 1427ad. koklalya ke 18 putra the.Jayaste putra tripuri ka uttraadhikari the.tripuri jabalpur ke pass stith thi.Jayaste putra ne apne bhaoyo ko anya mandlo ka raja niyukta kiya tha.chotte bhaiyo ke vansh mein se ak ke vansh mein KALINGRAJ hua.kalingraj ne dakshin kaushal jita. purvajo dwara stapith tumarn ko apni rajdhani bana.kolalya ke pratham putra shankergan ditya mugdhtung ne laghbagh 900ishwi kaushal ke raja ko prajit kar kaushal ka pradesh chin liya tha.950 ishwi mein somwanshi ne puna kaushal par adhikar kar liya.

कलचुरी शासक[संपादित करें]

kalcuri in (c.g) 895iswi to 1753iswi.kalcuri in ratanpur(c.g)shankergan 900iswi, laxmanraj 950iswi,kalingraj 1000iswi,kamalraj and ratnadeo 1020iswi,prithviden 1061iswi,jajalyadeo 1095,ratnadeo ditya 1127iswi