श्रेणी वार्ता:मंत्रालय, भारत सरकार

पृष्ठ की सामग्री दूसरी भाषाओं में उपलब्ध नहीं है।
मुक्त ज्ञानकोश विकिपीडिया से

Good morning Sir, I am Deepak verma and I am a student in 12th class from JAIPUR. IITJEE ki aur se jo change kiya gya tha is bar vo kafi accha tha BUT kuch log fir bhi klakari kr gye. jhan IIT examination senter pr STUDENT k siva perents tk kai entry nhi hoti vahin KOTA me is niyam ko taak me rakh diya gya. senter pr BANSEL class ke DIRECTOR ki entry hoti hai aur kuch der baad vo vaps niklten hai tb bhar khde STUDENTS aur PERENTS unko phchan leten hai aur hngma ho gata hai.hangme ki photo RAJHASTHAN PATRIKA DATE 13\04\2009 me chapi hai. aur KOTA me hi 1 senter pr (jisme meri siser exam de rhi thi) 1 student se kha gya ki aap ko kuch nhi krna hai kvl dikhne k liye rough krlo. aur jb aadha ghanta bcha tb use 1 paper diya gya jisme answer likhe tha. tariph yahin khatm nhi hotib hai usi senter pr 1 ldki 20 minut late aati hai vo bhi is liye ki KOTA me riksha vale ne PAISE k liye bhout chakar lgya aur jb senter pr phochi to use ander jane se mna kr diya gya jb ki rules me likha ki cundidate ki entry 30 minut k baad nhi ho skti. ye choti baat nhi hai kyonki is senter pr jo kiya ja rha tha vo maine phle likh diya hai. ye toh baat hai 1 aur doosra ye ki phior aap log sochenge ki poore INDIA se jyda selection toh KOTA se ho jaten hai aakhir baat kya hai. ab se plhe ye log KOTA me senter ko kridh leten the aur is baar bhi koshish toh hui hai. aap ko abhi bhout change krne ki jarurat hai. kyoki KOTA ki jo sb ko dikhta hai vaisa kuch hai hi nhi. kOTA GARH hai farjiwade ka. umeed hai aap is ka HAL sochenge

          Aap ko ise pdhne me hone vali parishani k liye SORRY.

THANKS DEEPAK VERMA